Jise zindagi dhoondh rahi hain
Kya ye woh makaam mera hai
Yahan chain se bas ruk jaaoon
Kyu dil ye mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hai
Jane kya asar yeh hua hai
Ek aas mili phir mujhko
Jo qubool kisi ne kiya hai
Haan...
Kisi shayar ki ghazal
Jo de ruha Ko sukun ke pal
Koi mujhko yun mila ha
Jaise banjaarey ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila ha
Jaise banjaarey ko ghar
Hmmm....
Jaise koi kinaare deta ho sahara
Mujhe woh mila kisi mod par
Koi raat ka taara karta ho ujaala
Vaise hi roshan kare wo sehar
Dard mere wo bhula hi gaya
Kuch aisa aasar hua
Jina mujhe phir se wo sikha rha
Hmm...jaise barish kar de tar
Ya marham dard par
Koi mujhko yun mila ha
Jaise banjaarey ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila ha
Jaise banjaarey Ko ghar
Muskata yeh chehra deta hai jo pehraa
Jaane chupata kya dil ka samandar
Auro ko to hardam shaya deta hai
Wo dhoop main hai khada khud magar
Chot lagi hai usey phir kyun
Mahsus mujhe ho raha
Dil to bata de kya hai iraada tera
Hmm...
Main parinda besabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaarey Ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila ha
Jaise banjaarey ko ghar..
Jaise banjaarey ko ghar...
Jaise banjaarey ko ghar...
Jaise banjaarey ko ghar..
None none none none none none none none