Phir jodein milke wo tukde dil ke
Bikhre pade jo yahan
Kal tum the hum the raahein wo jin pe
Koi nahi ab wahan
Yeh sansein keh rahi tumse
Ke inka Dil to bas tum thhe
Tumhi ne tha diya jeena
Tere bin hum zara kam thhe
Tera humko bhula dena
Hansa ke phir rula dena
Mujhe hai manzoor hai jo bhi
Mile tumse, ho mile tumse
Apna bana ke aisa door Jaana tera
Yaadon se Mila ke mujhe bhool Jaana tera
Jaane kitne dafa manaya hai maine tujhe
Phir kyun juda hai mujhe ye batana Zara
Kabhi tum khwaab hote thhe
Meri neendon mein sote thhe
Meri ankhon se haste thhe
Meri ankhon se rote thhe
Tera humko bhula dena
Hansa ke phir rula dena
Mujhe hai manzoor hai jo bhi
Mile tumse, ho mile tumse
Kisko pata tha kabhi aise nazdeekiyan
Aayengi liye raaston mein sau dooriyan
Jaane kyun teri wo jagah aansuon ne hai li
Rehta tha banke Jahan tu kal khwaab sa
Ghulne lagi ab shaamein apni kahaniya
Aur phir hai kahin tu aur main kahin
Yeh sansein keh rahi tumse
Ke inka Dil to bas tum thhe
Tumhi ne tha diya jeena
Tere bin hum zara kam thhe
Tera humko bhula dena
Hansa ke phir rula dena
Mujhe hai manzoor hai jo bhi
Mile tumse, ho mile tumse
Ahhh.....
Ahhh.....
Ahhh.....