Main agar sitaron se chura ke lau
Roshni hawao se chura ke lau
Ragini na puri ho sakegi
Unse magar teri kami
Main agar nazaro se chura ke lau
Rangate mazaro se chura ke lau
Barkate na puri ho sakegi
Unse magar teri kami
Ye duniya parayi hai
Bas ek apna hai tu
Jo sach ho mera vo savere ka sapna hai tu
Dekhu ga tera rasta...ho kuch tujhe bas khuda na khasta ho..
Ho tere bina umra ke Safar me bada
Hi tanha hoon main
Raftaar jo waqat ki pakad na sake
Wo lamha hu mai
Fagun ke mahine tere bina hai pheke
Jo tu nhi to saare savan mere shukhe...
Main agar kitabo se chura ke lau
Kayede hisabo se chura ke lau
Fayede na puri ho sakegi
Unse magar teri kami
Main agar sitaron se chura ke lau
Roshni hawao se chura ke lau
Ragini na puri ho sakegi
Unse magar teri kami
Ye duniya parayi hai
Bas ek apna hai tu
Jo sach ho mera vo savere ka sapna hai tu
Dekhu ga tera rasta...ho kuch tujhe bas khuda na khasta , khuda na khasta, khuda na khasta